Apne Product Ko Online Kaise Beche - Hindi Me Jane Kisi Product Ko Kaise Beche
Apne Product Ko Online Bechane Ki Puri Jankari Hindi Me
Dosto online product bhechna bahut hi aasan hai bas toda sa training ki jarurt hai.jis se ki aap online product bechna sikh jayege dosto koyi bhi kaam badha nahi hota hai.
इसे भी पढ़े - Online Sell Kaise Kare
kisi bhi kaam ko aap yek ya do baar kar lege to yo kaam aap ko aasan lagne lagta hai.
Usi tarah online product selling ka bhi kaam hai yek baar ache se samagh jayege to aap ke liye ye kaam bahut aasan ho jayega.
Friends online product bechane ka boom chal rha hai online selling yek yeyisa selling hai jis ko kar ke aap yek din me 100 order 200 order 500 order 1000 order 10 hajar order pa sakte hai.
ha friends aap jitna chahege utna order yek din me online product bech kar pa sakte hai.
Aap ka upar depend karta hai ki aap jo product sell kar rahe hai yo product ko log kitna use karte hai.
Jyada use hone wala product rahega to jyada order aayega kam use hone wala product rahega to kam order aayega online product bechane me aap ka coustmer pura india ke log hai.
Online product bechane ke liye sab se pahale yek online market place ki jarurat padega jo ki market me bahut sare hai.
Online product bechane ke liye sab se pahale yek online market place ki jarurat padega jo ki market me bahut sare hai.
Aap koyi bhi join kar sakte hai but mai aap ko sagest karuga ki www.logpri.com par jaye aur us me vendor accounts banaye phir accounts approved hone tak wait kare logpri me 24 hours me accounts approved ho jayega agar 24 hours me accounts approved nahi hota hai to
Logpri ke Help and Support ka yek option hai us me jaye us me support ka Email Id hai . ( logpri.com@gmail.com ) is email id par apna user name aur apna email id mail kare aur email me accounts approved karne ke liye request likhe aur bhej de phir aap toda time wait kare yo log accounts approved kar dege.
Accounts approved hone ka baad aap ko apna product ko logpri par public karne ka option mil jayega tab aap apna product publice kare .
Logpri Me Accounta Banane Ke Liye Video Dekhe - https://www.youtube.com/watch?v=OYJoG9pZDXs&t=280s
Logpri me Product Public Karne Ke Liye Video Dekhiye - https://www.youtube.com/watch?v=zlPBUcOzV_A
Accounts Banane Aur Product Public Karne Ke Baad Kya Kare - Friends accounts banane aur product public karne ka baad aap apna accounts sabhi social media jaise Facebook, Twitter, Instagram, Etc par banaye.
Phir logpri me yek Affiliate Marketing Accounts bnaye.
Affiliate Marketing Accounts se kya hota hai pahale ye jane Hindi Me - Click and Read
Apna Affiliate Marketing Accounts login kare us ka baad aap apne product ko apne social accounts me aur Whats App ke sabhi Groups and apne sabhi Friends ko share kare.

Dhayan Rahe logpri ke share menu se hi share kare har product ka niche social media par share karne ke liye option diya huya hai us par click kar ke share kare.
Apna Affiliate Marketing Accounts Login Kar ke Hi Kayo Apna Product Share Kare - Friends logpri Company Affiliate Marketing karne ka option deta hai jis se ki log Affiliate Marketing kar ke 12% commission yek order par paisa kamate hai.

Agar aap apne Affiliate marketing accounts se share karege to aap ka product ka order aap ke mehanat se aayega to aap ke affiliate accounts me 12% Commission add hoga . agar logpri par order apne se aata hai to yek order par 13 % Commission Logpri company aap se lega agar aap ke mehanat se order aayega to 1% commission logpri company yek order par lega.
Es liye affiliate marketing accounts login kar ke hi product share kare. aur logpri par dusre vendar ka product bhi agar aap share karege to yek order aane par aap ko 12 % commission milega.
Kya Logpri Par Product Public Kar Ke Social Media Par Share Nahi Karne Par Order Nahi Aayega - Dosto agar aap social media par apna product share nahi bhi karege to bhi aap ke product ka order aayega but yek order par aap ko 13% commission logpri company ko dena hoga kyo ki logpri company me bahut sare Affiliater hai jo ki mehanat kar ke aap ke product ka order layege.
Order Aane ka baad Kaya kare - order aane ka baad aap ko apne product ka ache se packing kar ke customer ka address likh kar packing ke upar ache se chapka kar aap ke nagdiki courier wale ko le ja kar dena hoga.
Aur un logo se baat kar lene se yo logo ko jab bhi phone karege to yo log aap ka shop se aa kar product colocate kar ke customer ke ghar pahucha dege log.
Kya Online Product Bechane Ke Liye GST Ka Hona Jaruri hai - Ji ha dosto Online koyi sa bhi product bechane ke liye GST ka hona bahut hi jaruri hai bina GST ke aap online selling nahi kar sakte.
Very good information you have provided on this website. I also have a website, on which I share similar information with people.
ReplyDeleteShutterstock Kya Hai
Truecaller Kya Hai
Affiliate Marketing Kya Hai in Hindi
These are truly fantastic ideas regarding blogging. You have touched on some pleasant points here. Any way keep up writing. Bada Business
ReplyDelete
ReplyDeleteआपका ब्लॉग बहुत अच्छा है, और आप लिखते भी बहुत अच्छा है। मैं गूगल मैं सर्च करके आपके ब्लॉग पर आया फिर मैंने आपका लेख पढ़ा, मुझे बहुत अच्छा लगा। इसके अलावा मैंने और भी कई लेख आपके ब्लॉग के पढ़े है। आप एक अच्छे ब्लॉगर और लेखक है।
Corn Flour in Hindi
Internet Kya Hai
Gmail Ka Password Kaise Pata Kare
Very good information you have provided on this website. I also have a website, on which I share similar information with people.
ReplyDeleteGoogle Account Ko Delete Kaise Kare
Manali Me Ghumne Ki Jagah
Hanuman Chalisa Lyrics in Hindi
Operating System Kya Hai
I read your blog on daily basis. This is really great and informative post. Thanks for sharing.
ReplyDeleteladies jeans wholesale
bsc me kitne subject hote hai superb
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteInternet की मदद से ऑनलाइन प्रोडक्ट बेचने की अच्छी जानकारी दी अपने। किसी भी प्रोडक्ट को ऑनलाइन बेचने के लिए Affiliate marketing kya hai जानना बहुत जरुरी है.
ReplyDelete
ReplyDeleteआपने वाकई में ऑनलाइन प्रोडक्ट सेल करने की सही बात बताई.
भारत की जनसँख्या कितनी है
Hast Rekha gyan in hindi
Affiliate marketing kya hai
Sim kiske naam par hai
Gadi kiske naam par hai
hunting pleasures.com please visit and read all article.
ReplyDeletevery helpful content bro please read my article affiliate marketing kya hai
ReplyDeleteI have come to your website for the first time, I liked your website very much, keep working hard like this and keep moving forward in life
ReplyDeleteOnline paise kaise kamaye
Whatsapp se paise kaise kamaye
Youtube se paise kaise kamaye
Wow.. Apne bhaut hi badiya information share ki hai...
ReplyDeleteऑनलाइन पैसे कैसे कमाए Internet par bhaut sare vikalp hai..